Ajaypal Mantra Sadhana: Har Samasya Ka Rambaan Tantrik Upay aur Siddhi Vidhi

Ajaypal Mantra Sadhana: Har Samasya Ka 100% Rambaan Ilaaj

Namaskar mere Dosto! Kaise hain aap sab? Main aaj ek baar phir se aapke samne laya hoon hamare shastron aur prachin tantra vidya ka ek aisa rahasya jo aapki zindagi badal sakta hai.

Aaj ki is samay mein har koi kisi na kisi problem me hote hain. Chahe wo Bimari ho, Paise ki tangi ho, ya Ghar ka kalesh. Har koi chahta hai ki in pareshaniyon ka samadhan jald se jald ho jaaye, taaki zindagi sukoon se bhar jaaye. Aaj main aapko yanha har samasya ka ek rambaan upay bataunga, jise karne ke baad aapki kismat ki taala (luck) khul jayega. Aur yeh upay juda hai atyant shaktishali Ajaypal Mantra Sadhana ki upar.

Raja Ajaypal: Ek Mahaan Tantrik Ka Rahasya

Shayad aaj ki generation ko na pata ho, par Ajaypal Ajmer ke raja the. Khwaja Saheb ke samay mein unka hi rajya tha. Wo sirf ek raja hi nahi, balki bahut bade aur Siddh Tantrik the. Unki prachin Tantra vidya itni shaktishali thi ki unke banaye mantra aaj bhi turant chamatkar dikhate hai.

Unka ek atyant prachin shaktishali mantra yahan de raha hoon, jo negative (buri) shakti ka naas karne ki saath saath aur ziddi bimariyon ko bhi jad se khatam karta hai –

Mantra: “ॐ अजमेरी दृढ़ अजयपाल राजा अजा देबराणी, अजा देबराणी ना सात पुत्र, कौन कौन पुत्र, हडंजय, रणेरा, तनेरा, डठेरा, एक्न्तरा, दुतीया, तृतीया, चौथिया, जजारे सात बाणी ना तर ए पिंड छोडी बीजे पिंड जाइने, पड़ी उभो रहे, तो अजैपालनी सात आन, जो उभो रहे तो जती सती नी आन, जो उभो रहे, मेरी भक्ति गुरु की शक्ति, फुरो मंत्र ईश्वरो बाचा ।”

Mantra Ka Arth Aur Upyog: Is mantra mein aaye shabd ‘बीजे पिण्ड’ (Bije Pind) ka arth hai ‘Dusre sharir ka pind’. Yeh chamatkari tantra prayog vishesh roop se ‘Ekantaradi jwar’ (baar-baar aane wala bukhar jise iktara bhi kehte hain) mein zabardast kaam karta hai. Iske alawa, agar kisi ko Bhayankar daant ka dard ho, toh tarrjani anguli (index finger) se is mantra ko padhte hue jhaadne par daant ka dard turant kam ho jata hai. Yeh daant dard ka tantrik upay ko aaj bhi Gaon-Dehat log iska upyog karke 100% result paate hain.

Mere dosto, Ajaypal Mantra Sadhana toh bukhar aur daant dard ka rambaan upay hai. Parantu, agar aapke aas-paas kisi ko baar-baar bukhar pareshan kar raha ho to , kya aap unko bina kisi sadhana se thik karna chahte hain, toh aaj hi yeh khaas article aapke liye :  [Malaria and Pari Jwar Nashak Tantra: Baar-Baar Aane Wale Bukhar Ka 100% Sateek Prachin Ilaaj!]

Ajaypal Mantra Sadhana Vidhi: Kaise Karein Yeh Kriya?

Bhaiyo, tantra vidya mein vidhi aur bhog ka bahut bada point hota hai. Agar aap Ajaypal Mantra Sadhana kar rahe hain, toh iske kuch niyam hain jo raja Ajaypal ko priya the:

Sadhana ke samay par Ganja ki chilam rakh kar sadhana karein (yeh unki kripa prapt karne ka ek saral niyam hai).

Prasad aur bhog ke roop mein Pua aur Pakodi ka bhog laga sakte ho.  Is bhog se sadhana shighra siddh hoti hai aur har samasya ka samadhan hota hai.


Mera Anubhav ki Baat :

Bhaiyo aur behno, shastra ki baat toh hum karte rahte hain, par jab tak anubhav na ho, maza nahi aata. Pichle saal Rajasthan ke ek chhote se parivar ke log mujhse samprk kiye the . Unke ghar ka mukhiya, Ramesh , pichle 3 mahine se bed par the . Unka Tabiyat bukhaar ki wajah se puritarah weak ho gaya tha , Dawa ek din kaam kiya to parso phir se bukhaar aana tay hai . Sath hi, unke daant mein dard ki wajah khana peena mushkil ho raha tha . Badi-badi Doctor ki samprak me aakar physical test dawa me laakho kharcha ho chuka tha . Jitna kamai ka paisa tha wo sab khatam hi samjhio yani unka bank balance zero ho chuka tha.

Jab unhone mujhse sampark kiya, inka Details problem ko ek baar achha se dikhne ki baad unko unke Area ke Prasiddh Ajaypal ji ki Mantra diya . Kyun na unka Dr. ke upar se biswas uth chuka tha to aam janta ki upar biswaas kaise hoga . Sab kuchh aage pichhe sochkar unko unke prasiddh Ajaypal ji ke mantra pradan kiya . Unke Blood relative se sankalp lekar sadhana karwaya .

Sadhana ki 3 din ke baad chamatkaar hone laga ! Unka bukhar hamesha ke liye chala gaya aur uske daant ka dard aise gayab hua jaise kabhi tha hi nahi. Aaj wo bilkul swasth hai aur apna business sambhal raha hai. Yeh hoti hai ek aslee aur shaktishali tantrik upay ki taqat!

Agar aap kisi ese Rahasymayi bukhaar (jaise Raat ko achanak bukhaar aana , or medical report me kuchh problem dikhai nhi dena samasya agar aap face kar rahe ho to , aapke liye yeh post kaargaar saabit ho sakta hai Bhoot Jwar Ilaaj: 6 Shaktishali Tantrik Upay Jo Turant Kaam Karein


Ajaypal Mantra Sadhana ke upar Sawal Jawab

Q1. Guru ji, yeh Ajaypal Mantra Sadhana aakhir kin samasyaon mein sabse jyada asardar hai?

Jawab: Mere Bhai, waise toh yeh har samasya ka rambaan mantra upay hai, lekin vishesh kar ke ziddi bukhar (jaise iktara ya tijari), bhayankar daant dard, aur ghar mein achanak aayi nakaratmak urja ko bhagane ke liye yeh mantra upay sabse sateek kaam karti hai.

Q2. Kya sadhana mein ganja ki chilam aur pua-pakodi rakhna zaroori hai?

Jawab: Bilkul ! Tantrik kriya mein devi-devtaon ya siddh purushon ko unki pasandida cheezein arpit karna zaroori hota hai. Raja Ajaypal ko yahi bhog priya hai, isliye siddhi paane ke liye pua, pakodi aur chilam ka niyam zaroori hai. Iske bina siddhi adhoori reh sakti hai.

Q3. Kya daant dard ka tantrik ilaj main khud apne ghar par kar sakta hoon?

Jawab: Haan – Kyun nahi kar sakte ho! Agar aapne thik se sadhana karke is mantra ko siddh kar liya hai, toh aap kisi bhi rogi ke daant par apni tarjani ungali (index finger) rakh kar is mantra ka jaap karte hue jhaada laga sakte hain. Dard turant chhoo-mantar ho jayega.

Agar aap swasthya sambandhit samasyaon ka jyotishiya ya tantrik samadhan dhoond rahe hain, to hamari Health Issues Category me diye gaye anya upay, mantra aur sadhana bhi jarur padhein, jahan vibhinna rogon ke satik aur prabhavshali samadhan bataye gaye hain.


Har samasya ka sthayi aur 100% samadhan ke liye aaj hi sampark karein:  +91-9438741641 (Call / Whatsapp)

Zindagi mein pareshaniyan aati rehti hain, par hamare shastron mein har taale ki chabhi maujood hai. Kya aap bhi apni samasya ka tantrik ya jyotishiya samadhan chahte hain jisse aapki ruki hui kismat dobara chal pade? Mujhe Whatsapp par apni pareshani likh kar bhejein!

Acharya Pradip Kumar is the founder of Mystic Shiva Astrology and a practitioner of Vedic astrology with a solution-oriented approach. His work focuses on understanding birth charts as tools for clarity, awareness, and practical decision-making rather than fear-based predictions. Rooted in classical astrological principles and real-life experience, he emphasizes responsible guidance, timing, and conscious remedies aligned with an individual’s life path.

Leave a Comment